"YouTube Account Kaise Banaye"
YouTube website ko open kare - www.youtube.com
Right side mei “Sign in” ke button par click kare
Aapke pass Google account nahi hai toh "Create account" par click karke ek Google account banaye
Google account banane ke baad YouTube ke sign-in page par jaye
“Sign in” button par click kare
“Create a channel” par click kare
Apna channel ka naam dalein
Category select kare
Google account information verify karein
Congratulations, aapka YouTube account successfully create ho chuka hai.
Note: Apne channel par videos upload karne ke liye, aapko apne YouTube account ko monetize karna hoga. Iske liye aapke channel par 1000 subscribers aur 4000 hours ka watch time hona chahiye.
Comments
Post a Comment